"ham se 'abid' apne rahbar ko shikayat ye rahi aankh munde un ke pichhe chalne vaale ham nahin"

Aabid Adeeb
Aabid Adeeb
Sherशेर
See all 7 →ham se 'abid' apne rahbar ko shikayat ye rahi
हम से 'आबिद' अपने रहबर को शिकायत ये रही
safar men aise ka.i marhale bhi aate hain
सफ़र में ऐसे कई मरहले भी आते हैं
zamana mujh se juda ho gaya zamana hua
ज़माना मुझ से जुदा हो गया ज़माना हुआ
jahan pahunch ke qadam Dagmaga.e hain sab ke
जहाँ पहुँच के क़दम डगमगाए हैं सब के
amir-e-karvan hai tang ham se
अमीर-ए-कारवाँ है तंग हम से
jinhen ye fikr nahin sar rahe rahe na rahe
जिन्हें ये फ़िक्र नहीं सर रहे रहे न रहे
Popular Sher & Shayari
14 total"safar men aise ka.i marhale bhi aate hain har ek moD pe kuchh log chhuT jaate hain"
"zamana mujh se juda ho gaya zamana hua raha hai ab to bichhaDne ko mujh se tu baaqi"
"jahan pahunch ke qadam Dagmaga.e hain sab ke usi maqam se ab apna rasta hoga"
"amir-e-karvan hai tang ham se hamara rasta sab se alag hai"
"jinhen ye fikr nahin sar rahe rahe na rahe vo sach hi kahte hain jab bolne pe aate hain"
zamaana mujh se judaa ho gayaa zamaana huaa
rahaa hai ab to bichhaDne ko mujh se tu baaqi
jinhein ye fikr nahin sar rahe rahe na rahe
vo sach hi kahte hain jab bolne pe aate hain
shaahraahein dafatan shoale ugalne lag gaiin
ghar ki jaanib chal paDaa hai shahr gheraa kar tamaam
safar mein aise kai marhale bhi aate hain
har ek moD pe kuchh log chhuT jaate hain
jahaan pahunch ke qadam Dagmagaae hain sab ke
usi maqaam se ab apnaa raastaa hogaa
amir-e-kaarvaan hai tang ham se
hamaaraa raastaa sab se alag hai
Ghazalग़ज़ल
giton kaa shahr hai ki nagar soz-o-saaz kaa
गीतों का शहर है कि नगर सोज़-ओ-साज़ का
sharik-e-aalam-e-kaif-o-surur main bhi thaa
शरीक-ए-आलम-ए-कैफ़-ओ-सुरूर मैं भी था
safar mein aise kai marhale bhi aate hain
सफ़र में ऐसे कई मरहले भी आते हैं
kaar-naama ai gham-e-dil kuchh tiraa ye kam nahin
कार-नामा ऐ ग़म-ए-दिल कुछ तिरा ये कम नहीं
ye mere shahr kaa ik aur haadisa hogaa
ये मेरे शहर का इक और हादिसा होगा
jab jab bhi dekhiye use khun-baar si lage
जब जब भी देखिए उसे ख़ूँ-बार सी लगे





