"ye kahna tha un se mohabbat hai mujh ko ye kahne men mujh ko zamane lage hain"

Khumar Barabankavi
Khumar Barabankavi
Sherशेर
See all 62 →ye kahna tha un se mohabbat hai mujh ko
ये कहना था उन से मोहब्बत है मुझ को
khuda bacha.e tiri mast mast ankhon se
ख़ुदा बचाए तिरी मस्त मस्त आँखों से
jalte diyon men jalte gharon jaisi zau kahan
जलते दियों में जलते घरों जैसी ज़ौ कहाँ
ik aansu kah gaya sab haal dil ka
इक आँसू कह गया सब हाल दिल का
dua ye hai na hon gumrah ham-safar mere
दुआ ये है न हों गुमराह हम-सफ़र मेरे
dushmanon se pyaar hota ja.ega
दुश्मनों से प्यार होता जाएगा
Popular Sher & Shayari
124 total"khuda bacha.e tiri mast mast ankhon se farishta ho to bahak jaa.e aadmi kya hai"
"jalte diyon men jalte gharon jaisi zau kahan sarkar raushni ka maza ham se puchhiye"
"ik aansu kah gaya sab haal dil ka na samjha tha ye zalim be-zaban hai"
"dua ye hai na hon gumrah ham-safar mere 'khumar' main ne to apna safar tamam kiya"
"dushmanon se pyaar hota ja.ega doston ko azmate ja.iye"
gham hai na ab khushi hai na ummid hai na yaas
sab se najaat paae zamaane guzar gae
hairat hai tum ko dekh ke masjid mein ai 'khumaar'
kyaa baat ho gai jo khudaa yaad aa gayaa
mire raahbar mujh ko gumraah kar de
sunaa hai ki manzil qarib aa gai hai
yaad karne pe bhi dost aae na yaad
doston ke karam yaad aate rahe
jhunjhlaae hain lajaae hain phir muskuraae hain
kis ehtimaam se unhein ham yaad aae hain
duaa ye hai na hon gumraah ham-safar mere
'khumaar' main ne to apnaa safar tamaam kiyaa
Ghazalग़ज़ल
mujh ko ye jaan-o-dil qubul naghme ko naghma hi samajh
मुझ को ये जान-ओ-दिल क़ुबूल नग़्मे को नग़्मा ही समझ
kabhi sher-o-naghma ban ke kabhi aansuon mein Dhal ke
कभी शेर-ओ-नग़्मा बन के कभी आँसुओं में ढल के
vo jo aae hayaat yaad aai
वो जो आए हयात याद आई
kyaa huaa husn hai ham-safar yaa nahin
क्या हुआ हुस्न है हम-सफ़र या नहीं
dil ko taskin-e-yaar le Duubi
दिल को तस्कीन-ए-यार ले डूबी
haal-e-gham un ko sunaate jaaiye
हाल-ए-ग़म उन को सुनाते जाइए





