Sher
vahi hai ikhtilaf-e-bahami ki anjuman ab to
faqat shadi ke din us ne mila.i haan men haan meri

Mohammad Taha Khan
vahi hai ikhtilaf-e-bahami ki anjuman ab to
वही है इख़्तिलाफ़-ए-बाहमी की अंजुमन अब तो
daur-e-jamhuri men bangladesh jaana tha tujhe
दौर-ए-जम्हूरी में बंगलादेश जाना था तुझे
is daf.a bachcha samajh kar chhoDe deta huun tujhe
इस दफ़अ बच्चा समझ कर छोड़े देता हूँ तुझे
jan-e-izra.il ab nakhron ka tere gham karun
जान-ए-इज़राईल अब नख़रों का तेरे ग़म करूँ
haa.e qismat january mangi to july mili
हाए क़िस्मत जनवरी माँगी तो जुलाई मिली
sabab is ka jo puchha doctor-sahab ne farmaya
सबब इस का जो पूछा डॉक्टर-साहब ने फ़रमाया
vahi hai ikhtilaf-e-bahami ki anjuman ab to
faqat shadi ke din us ne mila.i haan men haan meri
daur-e-jamhuri men bangladesh jaana tha tujhe
aksariyyat chhoD kar zalim idhar paida hua
is daf.a bachcha samajh kar chhoDe deta huun tujhe
maar Dalunga agar bar-e-digar paida hua
jan-e-izra.il ab nakhron ka tere gham karun
ya main tujh par sura-e-yasin paDh kar dam karun
haa.e qismat january mangi to july mili
haal ka talib hua maazi tamanna.i mili
sabab is ka jo puchha doctor-sahab ne farmaya
bahut aage ga.e baaqi jo hain tayyar baiThe hain
haae qismat january maangi to july mili
haal kaa taalib huaa maazi tamannaai mili
vahi hai ikhtilaaf-e-baahami ki anjuman ab to
faqat shaadi ke din us ne milaai haan mein haan meri
daur-e-jamhuri mein bangladesh jaanaa thaa tujhe
aksariyyat chhoD kar zaalim idhar paidaa huaa
is dafa bachcha samajh kar chhoDe detaa huun tujhe
maar Daalungaa agar baar-e-digar paidaa huaa
jaan-e-izraail ab nakhron kaa tere gham karun
yaa main tujh par sura-e-yaasin paDh kar dam karun
sabab is kaa jo puchhaa doctor-saahab ne farmaayaa
bahut aage gae baaqi jo hain tayyaar baiThe hain