Quote
"faqat rang hi un ka kaala nahin hai isi qism ki khubiyan aur bhi hain"

Sarfaraz Shahid
faqat rang hi un ka kaala nahin hai
फ़क़त रंग ही उन का काला नहीं है
surur-e-jan-faza deti hai aghosh-e-vatan sab ko
सुरूर-ए-जाँ-फ़ज़ा देती है आग़ोश-ए-वतन सब को
na khincho abhi haath khane se 'shahid'
न खींचो अभी हाथ खाने से 'शाहिद'
iid par masrur hain donon miyan biivi bahut
ईद पर मसरूर हैं दोनों मियाँ बीवी बहुत
murgh par fauran jhapaT davat men varna baa'd men
मुर्ग़ पर फ़ौरन झपट दावत में वर्ना ब'अद में
kuchh mah-jabin libas ke fashion ki dauD men
कुछ मह-जबीं लिबास के फैशन की दौड़ में
"faqat rang hi un ka kaala nahin hai isi qism ki khubiyan aur bhi hain"
"surur-e-jan-faza deti hai aghosh-e-vatan sab ko ki jaise bhi hon bachche maan ko pyare ek jaise hain"
"na khincho abhi haath khane se 'shahid' polav men kuchh boTiyan aur bhi hain"
"iid par masrur hain donon miyan biivi bahut ik kharidari se pahle ik kharidari ke ba.ad"
"murgh par fauran jhapaT davat men varna baa'd men shorba aur gardanon ki haDDiyan rah ja.engi"
"kuchh mah-jabin libas ke fashion ki dauD men pabandi-e-libas se aage nikal ga.e"
aqd-e-saani kaa mazaa puchaa to bole shaikh-ji
aise lagtaa hai chikan chakkhaa hai tarkaari ke baad
iid par masrur hain donon miyaan biivi bahut
ik kharidaari se pahle ik kharidaari ke baad
specialist pain-killer de to kaun saa?
''saare jahaan kaa dard hamaare jigar mein hai''
ham ne to unhein jaamia se naqd kharidaa
phir kis tarah jaali huiin asnaad hamaari
kuchh mah-jabin libaas ke fashion ki dauD mein
paabandi-e-libaas se aage nikal gae
surur-e-jaan-fazaa deti hai aaghosh-e-vatan sab ko
ki jaise bhi hon bachche maan ko pyaare ek jaise hain