zamaana mujh se judaa ho gayaa zamaana huaa — Aabid Adeeb
zamaana mujh se judaa ho gayaa zamaana huaa
rahaa hai ab to bichhaDne ko mujh se tu baaqi
Urdu
زمانہ مجھ سے جدا ہو گیا زمانہ ہوا
رہا ہے اب تو بچھڑنے کو مجھ سے تو باقی
Hindi
ज़माना मुझ से जुदा हो गया ज़माना हुआ
रहा है अब तो बिछड़ने को मुझ से तू बाक़ी

Aabid Adeeb
Aabid Adeeb
poet18 quotes