kyuun tirgi se is qadar maanus huun 'zafar' — Ahmad Zafar
kyuun tirgi se is qadar maanus huun 'zafar'
ik sham-e-rah-guzaar ki sahar tak jali bhi hai
Urdu
کیوں تیرگی سے اس قدر مانوس ہوں ظفرؔ
اک شمع راہ گزار کہ سحر تک جلی بھی ہے
Hindi
क्यूँ तीरगी से इस क़दर मानूस हूँ 'ज़फ़र'
इक शम-ए-राह-गुज़र कि सहर तक जली भी है

Ahmad Zafar
Ahmad Zafar
poet29 quotes