SHAWORDS

ye aur baat ki iqraar kar sakein na kabhi — Aleem Akhtar Muzaffarnagri

ye aur baat ki iqraar kar sakein na kabhi
miri vafaa kaa magar un ko e'tibaar to hai
Urdu

یہ اور بات کہ اقرار کر سکیں نہ کبھی
مری وفا کا مگر ان کو اعتبار تو ہے

Hindi

ये और बात कि इक़रार कर सकें न कभी
मिरी वफ़ा का मगर उन को ए'तिबार तो है

A
Aleem Akhtar Muzaffarnagri
Aleem Akhtar muzaffarnagri
poet22 quotes