shauq-e-manzil ham-safar hai jazba-e-dil raahbar — Ali Jawad Zaidi
shauq-e-manzil ham-safar hai jazba-e-dil raahbar
mujh pe khud bhi khul nahin paataa kidhar jaataa huun main
Urdu
شوق منزل ہم سفر ہے جذبۂ دل راہبر
مجھ پہ خود بھی کھل نہیں پاتا کدھر جاتا ہوں میں
Hindi
शौक़-ए-मंज़िल हम-सफ़र है जज़्बा-ए-दिल राहबर
मुझ पे ख़ुद भी खुल नहीं पाता किधर जाता हूँ मैं

Ali Jawad Zaidi
Ali Jawad Zaidi
poet62 quotes