SHAWORDS

sach ye hai ham hi mohabbat kaa sabaq paDh na sake — Anwar Jamal Anwar

sach ye hai ham hi mohabbat kaa sabaq paDh na sake
varna an-paDh to na the ham ko paDhaane vaale
Urdu

سچ یہ ہے ہم ہی محبت کا سبق پڑھ نہ سکے
ورنہ ان پڑھ تو نہ تھے ہم کو پڑھانے والے

Hindi

सच ये है हम ही मोहब्बत का सबक़ पढ़ न सके
वर्ना अन-पढ़ तो न थे हम को पढ़ाने वाले

Anwar Jamal Anwar
Anwar Jamal Anwar
Anwar Jamal Anwar
poet17 quotes