aaj bhi naqsh hain dil par tiri aahaT ke nishaan — Ashhad Bilal Ibn
aaj bhi naqsh hain dil par tiri aahaT ke nishaan
ham ne us raah se auron ko guzarne na diyaa
Urdu
آج بھی نقش ہیں دل پر تری آہٹ کے نشاں
ہم نے اس راہ سے اوروں کو گزرنے نہ دیا
Hindi
आज भी नक़्श हैं दिल पर तिरी आहट के निशाँ
हम ने उस राह से औरों को गुज़रने न दिया

Ashhad Bilal Ibn
Ashhad Bilal Ibn
poet18 quotes