ham se ziyaada kaun samajhtaa hai gham ki gahraai ko — Aziz Bano Darab Wafa
ham se ziyaada kaun samajhtaa hai gham ki gahraai ko
ham ne khvaabon ki miTTi se paaTaa hai is khaai ko
Urdu
ہم سے زیادہ کون سمجھتا ہے غم کی گہرائی کو
ہم نے خوابوں کی مٹی سے پاٹا ہے اس کھائی کو
Hindi
हम से ज़ियादा कौन समझता है ग़म की गहराई को
हम ने ख़्वाबों की मिट्टी से पाटा है इस खाई को

Aziz Bano Darab Wafa
Aziz Bano Darab Wafa
poet107 quotes