haqiqatein to mire roz o shab ki saathi hain — Azra Naqvi
haqiqatein to mire roz o shab ki saathi hain
main roz o shab ki haqiqat badalnaa chaahti huun
Urdu
حقیقتیں تو مرے روز و شب کی ساتھی ہیں
میں روز و شب کی حقیقت بدلنا چاہتی ہوں
Hindi
हक़ीक़तें तो मिरे रोज़ ओ शब की साथी हैं
मैं रोज़ ओ शब की हक़ीक़त बदलना चाहती हूँ

Azra Naqvi
Azra Naqvi
poet23 quotes