yaaron ne meri raah mein divaar khinch kar — Ghulam Murtaza Rahi
yaaron ne meri raah mein divaar khinch kar
mashhur kar diyaa ki mujhe saaya chaahiye
Urdu
یاروں نے میری راہ میں دیوار کھینچ کر
مشہور کر دیا کہ مجھے سایہ چاہئے
Hindi
यारों ने मेरी राह में दीवार खींच कर
मशहूर कर दिया कि मुझे साया चाहिए

Ghulam Murtaza Rahi
Ghulam Murtaza Rahi
poet87 quotes