kuchh is ke sanvar jaane ki tadbir nahin hai — Hafeez Banarasi
kuchh is ke sanvar jaane ki tadbir nahin hai
duniyaa hai tiri zulf-e-girah-gir nahin hai
Urdu
کچھ اس کے سنور جانے کی تدبیر نہیں ہے
دنیا ہے تری زلف گرہ گیر نہیں ہے
Hindi
कुछ इस के सँवर जाने की तदबीर नहीं है
दुनिया है तिरी ज़ुल्फ़-ए-गिरह-गीर नहीं है

Hafeez Banarasi
Hafeez Banarasi
poet57 quotes