main kuchh na kahun aur ye chaahun ki miri baat — Himayat Ali Shayar
main kuchh na kahun aur ye chaahun ki miri baat
khushbu ki tarah uD ke tire dil mein utar jaae
Urdu
میں کچھ نہ کہوں اور یہ چاہوں کہ مری بات
خوشبو کی طرح اڑ کے ترے دل میں اتر جائے
Hindi
मैं कुछ न कहूँ और ये चाहूँ कि मिरी बात
ख़ुश्बू की तरह उड़ के तिरे दिल में उतर जाए

Himayat Ali Shayar
Himayat Ali Shayar
poet57 quotes