log jaise bhi hon pairon ke tale rakhte hain — Inaam Azmi
log jaise bhi hon pairon ke tale rakhte hain
itnaa aasaan nahin hotaa hai zamin honaa dost
Urdu
لوگ جیسے بھی ہوں پیروں کے تلے رکھتے ہیں
اتنا آساں نہیں ہوتا ہے زمین ہونا دوست
Hindi
लोग जैसे भी हों पैरों के तले रखते हैं
इतना आसाँ नहीं होता है ज़मीन होना दोस्त

Inaam Azmi
Inaam azmi
poet15 quotes