SHAWORDS

teri yaadon ki chamakti hui mashal ke sivaa — Jazib Quraishi

HomeJazib QuraishiShayari
teri yaadon ki chamakti hui mashal ke sivaa
meri aankhon mein koi aur ujaalaa hi nahin
Urdu

تیری یادوں کی چمکتی ہوئی مشعل کے سوا
میری آنکھوں میں کوئی اور اجالا ہی نہیں

Hindi

तेरी यादों की चमकती हुई मशअ'ल के सिवा
मेरी आँखों में कोई और उजाला ही नहीं

Jazib Quraishi
Jazib Quraishi
Jazib Quraishi
poet35 quotes