saaye se apne vahshat karte hain misl-e-aahu — Meer Mohammadi Bedar
saaye se apne vahshat karte hain misl-e-aahu
mushkil hai haath lagnaa az-khud ramidgaan kaa
Urdu
سایہ سے اپنے وحشت کرتے ہیں مثل آہو
مشکل ہے ہاتھ لگنا از خود رمیدکاں کا
Hindi
साये से अपने वहशत करते हैं मिस्ल-ए-आहू
मुश्किल है हाथ लगना अज़-ख़ुद रमीदगाँ का
M
Meer Mohammadi Bedar
Meer Mohammadi Bedar
poet135 quotes