yaad ne un tang kuchon ki fazaa sahraa ki dekh — Mirza Ali Lutf
yaad ne un tang kuchon ki fazaa sahraa ki dekh
har qadam par jaan maari hai dil-e-naakaam ki
Urdu
یاد نے ان تنگ کوچوں کی فضا صحرا کی دیکھ
ہر قدم پر جان ماری ہے دل ناکام کی
Hindi
याद ने उन तंग कूचों की फ़ज़ा सहरा की देख
हर क़दम पर जान मारी है दिल-ए-नाकाम की

Mirza Ali Lutf
Mirza Ali Lutf
poet25 quotes