ham to shaa'ir hain hamein vasl ki parvaah nahin — Mohammad Yasir Mustafvi
ham to shaa'ir hain hamein vasl ki parvaah nahin
ham tujhe apne khayaalaat mein chhu lete hain
Urdu
ہم تو شاعر ہیں ہمیں وصل کی پرواہ نہیں
ہم تجھے اپنے خیالات میں چھو لیتے ہیں
Hindi
हम तो शा'इर हैं हमें वस्ल की परवाह नहीं
हम तुझे अपने ख़यालात में छू लेते हैं

Mohammad Yasir Mustafvi
Mohammad Yasir Mustafvi
poet11 quotes