un ki nigaah-e-lutf ki taasir kyaa kahun — Muhammad Ayyub Zauqi
un ki nigaah-e-lutf ki taasir kyaa kahun
zarre ko aaftaab banaa kar chale gae
Urdu
ان کی نگاہ لطف کی تاثیر کیا کہوں
ذرے کو آفتاب بنا کر چلے گئے
Hindi
उन की निगाह-ए-लुत्फ़ की तासीर क्या कहूँ
ज़र्रे को आफ़्ताब बना कर चले गए

Muhammad Ayyub Zauqi
Muhammad Ayyub Zauqi
poet20 quotes