janaab-e-shaikh mai-khaane mein baiThe hain barahna-sar — Saail Dehlvi
janaab-e-shaikh mai-khaane mein baiThe hain barahna-sar
ab un se kaun puchhe aap ne pagDi kahaan rakh di
Urdu
جناب شیخ مے خانہ میں بیٹھے ہیں برہنہ سر
اب ان سے کون پوچھے آپ نے پگڑی کہاں رکھ دی
Hindi
जनाब-ए-शैख़ मय-ख़ाने में बैठे हैं बरहना-सर
अब उन से कौन पूछे आप ने पगड़ी कहाँ रख दी

Saail Dehlvi
Saail Dehlvi
poet18 quotes