har taraf hashr mein jhankaar hai zanjiron ki — Taashshuq Lakhnavi
har taraf hashr mein jhankaar hai zanjiron ki
un ki zulfon ke giraftaar chale aate hain
Urdu
ہر طرف حشر میں جھنکار ہے زنجیروں کی
ان کی زلفوں کے گرفتار چلے آتے ہیں
Hindi
हर तरफ़ हश्र में झंकार है ज़ंजीरों की
उन की ज़ुल्फ़ों के गिरफ़्तार चले आते हैं

Taashshuq Lakhnavi
Taashshuq Lakhnavi
poet28 quotes