tumhaaraa muddaaa hi jab samajh mein kuchh nahin aayaa — Wahshat Raza Ali Kalkatvi
tumhaaraa muddaaa hi jab samajh mein kuchh nahin aayaa
to phir mujh par nazar Daali ye tum ne mehrbaan kaisi
Urdu
تمہارا مدعا ہی جب سمجھ میں کچھ نہیں آیا
تو پھر مجھ پر نظر ڈالی یہ تم نے مہرباں کیسی
Hindi
तुम्हारा मुद्दआ ही जब समझ में कुछ नहीं आया
तो फिर मुझ पर नज़र डाली ये तुम ने मेहरबाँ कैसी

Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
poet69 quotes