kuchh to hote hain mohabbat mein junun ke aasaar — Zaheer Dehlvi
kuchh to hote hain mohabbat mein junun ke aasaar
aur kuchh log bhi divaana banaa dete hain
Urdu
کچھ تو ہوتے ہیں محبت میں جنوں کے آثار
اور کچھ لوگ بھی دیوانہ بنا دیتے ہیں
Hindi
कुछ तो होते हैं मोहब्बत में जुनूँ के आसार
और कुछ लोग भी दीवाना बना देते हैं

Zaheer Dehlvi
Zaheer Dehlvi
poet68 quotes