us ki raahon mein paDaa main bhi huun kab se lekin — Zeb Ghauri
us ki raahon mein paDaa main bhi huun kab se lekin
bhuul jaataa huun use yaad dilaane ke liye
Urdu
اس کی راہوں میں پڑا میں بھی ہوں کب سے لیکن
بھول جاتا ہوں اسے یاد دلانے کے لیے
Hindi
उस की राहों में पड़ा मैं भी हूँ कब से लेकिन
भूल जाता हूँ उसे याद दिलाने के लिए

Zeb Ghauri
Zeb Ghauri
poet150 quotes