Sher
"jab vafa hi nahin zamane men ishq sar par savar kaun kare"
"kabhi miloge ye soch kar dil hazar sapne buna karega"
کبھی ملو گے یہ سوچ کر دل ہزار سپنے بنا کرے گا
कभी मिलोगे ये सोच कर दिल हज़ार सपने बुना करेगा

"jab vafa hi nahin zamane men ishq sar par savar kaun kare"
"kabhi mandir kabhi masjid pe hai is ka basera dharam insaniyat ka bas kabutar janta hai"
"der tak saath bhige ham us ke ham ne yuun kamyab ki barish"
"yuun to safar kiya hai kitne hi raston par lekin tire hi ghar ka rasta pasand aaya"