Sher
"aag si lag rahi hai siine men ab maza kuchh nahin hai jiine men"
"na dekh mujh ko mohabbat ki aankh se ai dost mira vajud mira mudda.a na ho jaa.e"
نہ دیکھ مجھ کو محبت کی آنکھ سے اے دوست مرا وجود مرا مدعا نہ ہو جائے
न देख मुझ को मोहब्बत की आँख से ऐ दोस्त मिरा वजूद मिरा मुद्दआ न हो जाए

"aag si lag rahi hai siine men ab maza kuchh nahin hai jiine men"
"koi manzil nahin baaqi hai musafir ke liye ab kahin aur nahin ja.ega ghar ja.ega"
"saare dil ek se nahin hote farq hai kankar aur nagine men"
"hangama-e-hasti se guzar kyuun nahin jaate raste men khaDe ho ga.e ghar kyuun nahin jaate"
"raushni ho rahi hai kuchh mahsus kya shab akhir tamam ko pahunchi"