Sher
"apni gharaz ke aage sada-e-zamir kya saare takallufat ko nilam kijiye"
"janta ka khuun bechiye paise kama.iye kyon shikva-ha.e gardish-e-ayyam kijiye"
جنتا کا خون بیچئے پیسے کمائیے کیوں شکوہ ہائے گردش ایام کیجئے
जनता का ख़ून बेचिए पैसे कमाइए क्यों शिकवा-हाए गर्दिश-ए-अय्याम कीजिए

"apni gharaz ke aage sada-e-zamir kya saare takallufat ko nilam kijiye"
"rahun azad na ho qaid-e-maqami malik dil badalna ho mira shaghl-e-davami malik"
"urdu ka iqbal bhi dekha aur us ko pamal bhi dekha"
"leader jo nazar aa.e to bolo ye adab se taqrir men tum garmi-e-whiskey se jila do"
"kuchh der dum hila.iye aaqa ke samne phaila ke paanv ghar pe phir aram kijiye"
"yaran-e-ham-mazaq ki mahfil saja.iye jo muttafiq na ho use badnam kijiye"