Sher
"zamane ka chalan kya puchhte ho 'khvah-makhvah' mujh se vahi raftar be-Dhangi jo pahle thi so ab bhi hai"
"jeb gha.eb hai to nefa hai baTan ke badle tum ne patlun ka pajama bana rakha hai"
جیب غائب ہے تو نیفا ہے بٹن کے بدلے تم نے پتلون کا پاجامہ بنا رکھا ہے
जेब ग़ाएब है तो नेफ़ा है बटन के बदले तुम ने पतलून का पाजामा बना रखा है

"zamane ka chalan kya puchhte ho 'khvah-makhvah' mujh se vahi raftar be-Dhangi jo pahle thi so ab bhi hai"
"uDa kar dekh le koi patangen apni shekhi ki bulandi par agar hon bhi to kanne kaaT sakta huun"
"kisi ki nazar 'khvah-makhvah' lag na jaa.e buDhape men lagte ho tum naujavan se"
"siyasat-dan jo tab.i maut marte to sazish ki zarurat hi na hoti"
"samajh le naam tera hi likha hai daane daane par kabhi mat soch me.ade ke liye achchha bura kya hai"
"janta pe raaj karti hai dakuon ki Toli vo bach ga.e junun se kheli thi khuun ki holi"