Sher
"Thiik aa.i tan pe apne qaba-e-barahnagi baani libas chhoTe hue ya baDe hue"
"nakhuda hai maut jo dam hai so hai bad-e-murad azm hai kashti-e-tan ko bahr-e-hasti yaar ka"
ناخدا ہے موت جو دم ہے سو ہے باد مراد عزم ہے کشتیٔ تن کو بحر ہستی یار کا
नाख़ुदा है मौत जो दम है सो है बाद-ए-मुराद अज़्म है कश्ती-ए-तन को बहर-ए-हस्ती यार का

"Thiik aa.i tan pe apne qaba-e-barahnagi baani libas chhoTe hue ya baDe hue"
"id-e-nau-roz dil apna bhi kabhi khush karte yaar aghosh men khurshid hamal men hota"
"koi but-khane ko jaata hai koi ka.abe ko phir rahe gabr o musalman hain tiri ghaat men kya"
"vahshat-e-dil ne kiya hai vo bayaban paida saikDon kos nahin surat-e-insan paida"
"ai sanam jis ne tujhe chand si surat di hai usi allah ne mujh ko bhi mohabbat di hai"
"qad men to kar chuka tha vo ahmaq barabari majbur sarv ko tiri raftar ne kiya"