Sher
"kahin vo aa ke miTa den na intizar ka lutf kahin qubul na ho jaa.e iltija meri"
"divar hai duniya ise rahon se haTa de har rasm-e-mohabbat ko miTane ke liye aa"
دیوار ہے دنیا اسے راہوں سے ہٹا دے ہر رسم محبت کو مٹانے کے لیے آ
दीवार है दुनिया इसे राहों से हटा दे हर रस्म-ए-मोहब्बत को मिटाने के लिए आ

"kahin vo aa ke miTa den na intizar ka lutf kahin qubul na ho jaa.e iltija meri"
"jab pyaar nahin hai to bhula kyuun nahin dete khat kis liye rakkhe hain jala kyuun nahin dete"
"khuda jaane kis kis ki ye jaan legi vo qatil ada vo qaza mahki mahki"
"kis vaste likkha hai hatheli pe mira naam main harf-e-ghalat huun to miTa kyuun nahin dete"
"ham raton ko uTh uTh ke jin ke liye rote hain vo ghair ki banhon men aram se sote hain"
"ye kis ne kaha hai miri taqdir bana de aa apne hi hathon se miTane ke liye aa"