Sher
"khinch laa.i hai mohabbat tire dar par mujh ko itni asani se varna kise hasil hua main"
"mire khilaf sabhi sazishen rachin jis ne vo ro raha hai miri dastan sunata hua"
مرے خلاف سبھی سازشیں رچیں جس نے وہ رو رہا ہے مری داستاں سناتا ہوا
मिरे ख़िलाफ़ सभी साज़िशें रचीं जिस ने वो रो रहा है मिरी दास्ताँ सुनाता हुआ

"khinch laa.i hai mohabbat tire dar par mujh ko itni asani se varna kise hasil hua main"
"buDhi maan ka shayad lauT aaya bachpan guDiyon ka ambar laga kar baiTh ga.i"
"muddaton ankhen vazu karti rahin ashkon se tab kahin ja ke tiri diid ke qabil hua main"
"rishta bahal kaash phir us ki gali se ho ji chahta hai ishq dobara usi se ho"
"hamin tum se hamesha milne aa.en kyuun tumhare paanv men mehndi lagi hai kya"
"kal teri tasvir mukammal ki main ne fauran us par titli aa kar baiTh ga.i"