Sher
"kisi ki yaad manane men iid guzregi so shahr-e-dil men bahut duur tak udasi hai"
"aisi taraqqi par to rona banta hai jis men dahshat-gard corona banta hai"
ایسی ترقی پر تو رونا بنتا ہے جس میں دہشت گرد کرونا بنتا ہے
ऐसी तरक़्क़ी पर तो रोना बनता है जिस में दहशत-गर्द क्रोना बनता है

"kisi ki yaad manane men iid guzregi so shahr-e-dil men bahut duur tak udasi hai"
"bazar hain khamosh to galiyon pe hai sakta ab shahr men tanha.i ka Dar bol raha hai"
"khairat men de aaya huun jiiti hui baazi duniya ye samajhti hai ki main haar gaya huun"
"asatiza ne mira haath thaam rakkha hai isi liye to main pahuncha huun apni manzil par"