Sher
"sukhe patte sab ikaTThe ho ga.e hain raste men ek divar aa ga.i hai"
"mujhi se puchh raha tha mira pata koi buton ke shahr men maujud tha khuda koi"
مجھی سے پوچھ رہا تھا مرا پتا کوئی بتوں کے شہر میں موجود تھا خدا کوئی
मुझी से पूछ रहा था मिरा पता कोई बुतों के शहर में मौजूद था ख़ुदा कोई

"sukhe patte sab ikaTThe ho ga.e hain raste men ek divar aa ga.i hai"
"biis baras se ik taare par man ki jot jagata huun divali ki raat ko tu bhi koi diya jalaya kar"
"insan men kya bhara hua hai honTon se dimagh tak sile hain"
"andhe moD ko jo bhi kaaTe ahista guzre cyclen Takra jaati hain akasr motor se"
"baat karna hai karo samne itrao nahin jo nahin jante us baat ko samjhao nahin"
"qarib dekh ke us ko ye baat kis se kahun khayal dil men jo aaya gunah jaisa tha"