Sher
"yak qadam rah-e-dost hai 'da.ud' lekin afsos pa-e-bakht hai lang"
M
Mirza Daood Beg"saaf dil ho gar hai tujh kuun khvahish-e-tark-e-hava ab-e-a.ina upar aata nahin hargiz habab"
صاف دل ہو گر ہے تجھ کوں خواہش ترک ہوا آب آئینہ اوپر آتا نہیں ہرگز حباب
साफ़ दिल हो गर है तुझ कूँ ख़्वाहिश-ए-तर्क-ए-हवा आब-ए-आईना उपर आता नहीं हरगिज़ हबाब
"yak qadam rah-e-dost hai 'da.ud' lekin afsos pa-e-bakht hai lang"
"tujh hijr ki agan kuun bujhane ai sang dil koi ab-zan-rafiq ba-juz chashm-e-tar nahin"
"shisha-e-abru sambhal ai dil daur ulTa chala hai duniya ka"
"sun nasihat miri ai zahid-e-khushk ashk ke aab bin vuzu mat kar"
"piv bina dil mira udasi hai gaah jogi hai gaah sanyasi hai"
"'vali' saani nahin da.ud lekin ghazal kahta hai har ik ba-talazum"