Sher
"ek manzil hai mukhtalif rahen rang hain be-shumar phulon ke"
"ye janta hai palaT kar use nahin aana vo apni ziist ki khinchti hui kaman men hai"
یہ جانتا ہے پلٹ کر اسے نہیں آنا وہ اپنی زیست کی کھنچتی ہوئی کمان میں ہے
ये जानता है पलट कर उसे नहीं आना वो अपनी ज़ीस्त की खिंचती हुई कमान में है

"ek manzil hai mukhtalif rahen rang hain be-shumar phulon ke"
"ishq vo chaar su safar hai jahan koi bhi rasta nahin rukta"
"main vo mahrum-e-inayat huun ki jis ne tujh se milna chaha to bichhaDne ki vaba phuuT paDi"
"jitni ankhen thiin saari meri thiin jitne manzar the sab tumhare the"
"maan TuuTe to phir nahin juDta bad-gumani kabhi na aa ke ga.i"
"main khud ko samne tere biTha kar khud apne se gila karta raha huun"