Sher
"ye anjuman ye qahqahe ye mahvashon ki bhiiD phir bhi udaas phir bhi akeli hai zindagi"
"naam honTon pe tira aa.e to rahat si mile tu tasalli hai dilasa hai dua hai kya hai"
نام ہونٹوں پہ ترا آئے تو راحت سی ملے تو تسلی ہے دلاسہ ہے دعا ہے کیا ہے
नाम होंटों पे तिरा आए तो राहत सी मिले तू तसल्ली है दिलासा है दुआ है क्या है

"ye anjuman ye qahqahe ye mahvashon ki bhiiD phir bhi udaas phir bhi akeli hai zindagi"
"ham ne kya pa liya hindu ya musalman ho kar kyuun na insan se mohabbat karen insan ho kar"
"main duniya ki haqiqat janta huun kise milti hai shohrat janta huun"