Sher
"ham divanon ko bas hai poshish se daman-e-dasht o chadar-e-mahtab"
Q
Qayem Chaandpuri"raunaq-e-bada-parasti thi hamin tak jab se ham ne ki tauba kahin nam-e-kharabat nahin"
رونق بادہ پرستی تھی ہمیں تک جب سے ہم نے کی توبہ کہیں نام خرابات نہیں
रौनक़-ए-बादा-परस्ती थी हमीं तक जब से हम ने की तौबा कहीं नाम-ए-ख़राबात नहीं
"ham divanon ko bas hai poshish se daman-e-dasht o chadar-e-mahtab"
"har taraf zarf-e-vazu bharte hain zahid hui sub.h saath uTh ham bhi surahi men mai-e-nab karen"
"ba.ad khat aane ke us se tha vafa ka ehtimal lek vaan tak umr ne apni vafadari na ki"
"kucha tira nashe ki ye shiddat jahan se laag allah hi nibahe miyan aaj ghar talak"
"tark kar apna bhi ki is raah men har koi shayan-e-rifaqat nahin"
"hathon se dil o diida ke aaya huun nipaT tang ankhon ko ro.uun ya main karun sarzanish-e-dil"