Sher
"baap ziina hai jo le jaata hai uncha.i tak maan dua hai jo sada saya-figan rahti hai"
"ham apne shahr se ho kar udaas aa.e the tumhare shahr se ho kar udaas jaana tha"
ہم اپنے شہر سے ہو کر اداس آئے تھے تمہارے شہر سے ہو کر اداس جانا تھا
हम अपने शहर से हो कर उदास आए थे तुम्हारे शहर से हो कर उदास जाना था

"baap ziina hai jo le jaata hai uncha.i tak maan dua hai jo sada saya-figan rahti hai"
"khuda kare ki vahi baat us ke dil men ho jo baat kahne ki himmat juTa raha huun main"
"is ga.e saal baDe zulm hue hain mujh par ai na.e saal masiha ki tarah mil mujh se"
"be-sada si kisi avaz ke pichhe pichhe chalte chalte main bahut duur nikal jaata huun"
"ishq adab hai to apne aap aa.e gar sabaq hai to phir paDha mujh ko"
"safar kahan se kahan tak pahunch gaya mera ruke jo paanv to kandhon pe ja raha huun main"