Sher
"mohabbat aam sa ik vaqi.a tha hamare saath pesh aane se pahle"
"lamha itni gunja.ish rakhta hai khud men aap us men aane se pahle ja sakte hain"
لمحہ اتنی گنجائش رکھتا ہے خود میں آپ اس میں آنے سے پہلے جا سکتے ہیں
लम्हा इतनी गुंजाइश रखता है ख़ुद में आप उस में आने से पहले जा सकते हैं

"mohabbat aam sa ik vaqi.a tha hamare saath pesh aane se pahle"
"aansu nahin bana so ham ne ujlat men qahqaha banaya"
"gale lag kar ham us k khuub ro.e khushi ik din mili thi raah chalte"
"saal guzar jaata hai saara aur calender rah jaata hai"
"khiDki se jhank kar kisi ne manzar ko vaqi.a banaya"
"kun.en ki samt bula le na koi khvab mujhe main apne baap ka sab se hasin beTa huun"