Sher
"jin ke angan men nahin koi bhi rone vaala un gharon se bhi guzarta hai khilaune vaala"
"meri har shab isi ummid men kaT jaati hai vo abhi aaya abhi mera muqaddar jaaga"
میری ہر شب اسی امید میں کٹ جاتی ہے وہ ابھی آیا ابھی میرا مقدر جاگا
मेरी हर शब इसी उम्मीद में कट जाती है वो अभी आया अभी मेरा मुक़द्दर जागा

"jin ke angan men nahin koi bhi rone vaala un gharon se bhi guzarta hai khilaune vaala"
"azizo zindagi ki talkhiyon se main to baaz aaya rafiqo aur jiine ki dua se choT lagti hai"
"taDap raha hai jo betab ho ke zakhmon se ye raste men mire dil ke hu-bahu kya hai"
"tujhe bhula ke bhi sadiyan bhula nahin saktin magar ye shart hai khud men kamal paida kar"
"shakh par hon ki un ke juuDe men umr hai ek raat phulon ki"
"jo nahin hai vaqt ka ham-safar use sub.h-o-sham ki kya khabar ho kisi ka vaqt pe kya asar bhala vaqt kis ka ghulam hai"