Sher
"aah ye chara-saziyan haa.e ye be-niyaziyan sab se nazar mili hui sab se magar alag alag"
"hazaron paikar-e-ummid nazron se hue ojhal jo kuchh baaqi rahe the vo bhi pinhan hote jaate hain"
ہزاروں پیکر امید نظروں سے ہوئے اوجھل جو کچھ باقی رہے تھے وہ بھی پنہاں ہوتے جاتے ہیں
हज़ारों पैकर-ए-उम्मीद नज़रों से हुए ओझल जो कुछ बाक़ी रहे थे वो भी पिन्हाँ होते जाते हैं

"aah ye chara-saziyan haa.e ye be-niyaziyan sab se nazar mili hui sab se magar alag alag"
"aish-e-duniya se khush na ho koi ham ne dekhe hain aise khvab bahut"
"tira kucha bahut achchha hai lekin mire rahne ki gunja.ish kahan hai"
"pahle siite hain ham gareban ko phir use taar taar karte hain"
"kisi paband-e-gham ki zindagi kya kabhi naale kabhi fariyad karna"