Sher
"nakhuda maujon ki is narm-khirami pe na ja yahi maujen to badal jaati hain tufanon men"
S
Syed Nawab Afsar Lakhnavi"allah allah ye hangama-e-paikar-e-hayat ab vo avaz bhi dete hain to sunte nahin ham"
اللہ اللہ یہ ہنگامۂ پیکار حیات اب وہ آواز بھی دیتے ہیں تو سنتے نہیں ہم
अल्लाह अल्लाह ये हंगामा-ए-पैकार-ए-हयात अब वो आवाज़ भी देते हैं तो सुनते नहीं हम
"nakhuda maujon ki is narm-khirami pe na ja yahi maujen to badal jaati hain tufanon men"
"numud-e-sub.h se shab ki vo tirgi to ga.i ye aur baat ki suraj men raushni kam hai"
"kya kahen bazm men kuchh aisi jagah baiThe hain jam-e-mai hadsa ban jaa.e to ham tak pahunche"
"hukm-e-lab-bandi farogh-e-dastan banta gaya zakhm ko jitna dabaya khun-chakan banta gaya"