Sher
"pahle bhi jis pe mire sabr ki had khatm hui tu ne kar di na vahi baat dobara mire dost"
"ek do baar to rokunga muravvat men tujhe saikaDon baar to israr nahin kar sakta"
ایک دو بار تو روکوں گا مروت میں تجھے سیکڑوں بار تو اصرار نہیں کر سکتا
एक दो बार तो रोकूँगा मुरव्वत में तुझे सैकड़ों बार तो इसरार नहीं कर सकता

"pahle bhi jis pe mire sabr ki had khatm hui tu ne kar di na vahi baat dobara mire dost"
"baagh men ek bhi phuul ek bhi phal ke hote tu mujhe ziist se bezar nahin kar sakta"
"hijr hoga na koi hijr ka nauha hoga baaz aate hain mohabbat se jo hoga hoga"
"tumhari baat se itna bhi dukh nahin pahuncha magar jo pahuncha tumhari vazahaton se mujhe"
"main jo kahta huun mujh se duur raho ye nasihat hai iltimas nahin"
"jaise main doston se hans ke gale milta huun koi ma.amuli adakar nahin kar sakta"