Sher
"aaba to 'zafar' nahin the aise phir sher shi.ar kyuun hua hai"
"khushi mili to ye aalam tha bad-havasi ka ki dhyan hi na raha gham ki be-libasi ka"
خوشی ملی تو یہ عالم تھا بدحواسی کا کہ دھیان ہی نہ رہا غم کی بے لباسی کا
ख़ुशी मिली तो ये आलम था बद-हवासी का कि ध्यान ही न रहा ग़म की बे-लिबासी का

"aaba to 'zafar' nahin the aise phir sher shi.ar kyuun hua hai"
"khuda ko maan ki tujh lab ke chumne ke siva koi ilaaj nahin aaj ki udasi ka"
"jaisi ab hai aisi halat men nahin rah sakta main hamesha to mohabbat men nahin rah sakta"
"vahan maqam to rone ka tha magar ai dost tire firaq men ham ko hansi bahut aa.i"
"main kisi aur zamane ke liye huun shayad is zamane men hai mushkil mira zahir hona"
"jhuuT bola hai to qaa.em bhi raho us par 'zafar' aadmi ko sahab-e-kirdar hona chahiye"