ham un se haal-e-dil ro ro ke betaabaana kahte hain — Arman Azimabadi
ham un se haal-e-dil ro ro ke betaabaana kahte hain
unhein dekho ki hans hans ke mujhe divaana kahte hain
Urdu
ہم ان سے حال دل رو رو کے بیتابانہ کہتے ہیں
انہیں دیکھو کہ ہنس ہنس کے مجھے دیوانہ کہتے ہیں
Hindi
हम उन से हाल-ए-दिल रो रो के बेताबाना कहते हैं
उन्हें देखो कि हँस हँस के मुझे दीवाना कहते हैं
A
Arman Azimabadi
Arman Azimabadi
poet1 quotes