SHAWORDS

yuun hai Dalak badan ki us pairahan ki tah mein — Mushafi Ghulam Hamdani

yuun hai Dalak badan ki us pairahan ki tah mein
surkhi badan ki jaise chhalke badan ki tah mein
Urdu

یوں ہے ڈلک بدن کی اس پیرہن کی تہہ میں
سرخی بدن کی جیسے چھلکے بدن کی تہہ میں

Hindi

यूँ है डलक बदन की उस पैरहन की तह में
सुर्ख़ी बदन की जैसे छलके बदन की तह में

Mushafi Ghulam Hamdani
Mushafi Ghulam Hamdani
Mushafi Ghulam Hamdani
poet836 quotes