Sher
"lab-e-nazuk ke bose luun to missi munh banati hai kaf-e-pa ko agar chumun to mehndi rang laati hai"
"sub.h tak vo bhi na chhoDi tu ne ai bad-e-saba yadgar-e-raunaq-e-mahfil thi parvane ki khaak"
صبح تک وہ بھی نہ چھوڑی تو نے اے باد صبا یادگار رونق محفل تھی پروانے کی خاک
सुब्ह तक वो भी न छोड़ी तू ने ऐ बाद-ए-सबा यादगार-ए-रौनक़-ए-महफ़िल थी परवाने की ख़ाक

"lab-e-nazuk ke bose luun to missi munh banati hai kaf-e-pa ko agar chumun to mehndi rang laati hai"
"vo kahte hain main zindagani huun teri ye sach hai to un ka bharosa nahin hai"
"khuda se tira chahna chahta huun mera chahna dekh kya chahta huun"
"vo khat vo chehra vo zulf-e-siyah to dekho ki shaam sub.h ke baad aa.e sub.h shaam ke baad"
"vo phir va.ada milne ka karte hain yaani abhi kuchh dinon ham ko jiina paDega"
"dil diya jis ne kisi ko vo hua sahib-e-dil haath aa jaati hai kho dene se daulat dil ki"