Sher
"marna bhi nahin hai apne bas men jiina bhi azaab ho gaya hai"
"husn-e-qismat se hamesha 'fitrat' bakht bedar raha khvabon men"
حسن قسمت سے ہمیشہ فطرتؔ بخت بیدار رہا خوابوں میں
हुस्न-ए-क़िस्मत से हमेशा 'फ़ितरत' बख़्त बेदार रहा ख़्वाबों में

"marna bhi nahin hai apne bas men jiina bhi azaab ho gaya hai"
"ham to tire zikr ka hue juzv tu ne hamen kis tarah bhulaya"
"aur bhi kitne tariqe hain bayan-e-gham ke muskurati hui ankhon ko to pur-nam na karo"
"'fitrat' dil-e-kaunain ki dhaDkan to zara sun ye hazrat-e-insan hi ki azmat ka bayan hai"